1 / 9

علوم القرآن

علوم القرآن. Qur'an e Majeed - Ta'areef. Quran Kya hai…. Literal Meaning. Istelahi Meaning. Literal Meaning: Padhi hui kitaab Duniya main sab se ziyada padi janey wali kitaab Quran Hai. Istelahi Meaning: Allah Ta’lah ka who kalaam jo Mohammad SAS par nazil hua ,

ciqala
Télécharger la présentation

علوم القرآن

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. علوم القرآن

  2. Qur'an e Majeed - Ta'areef Quran Kya hai….. Literal Meaning Istelahi Meaning Literal Meaning: Padhi hui kitaab Duniya main sab se ziyadapadijaneywalikitaab Quran Hai. Istelahi Meaning: Allah Ta’lah ka who kalaam jo Mohammad SAS par nazil hua, Musahef main likhagaya, aur Aap SAS se bagair kisi shube ke tawatarmanqool hai.

  3. WahiKya hai….. Istelahi Meaning: Allah Ta’ala ka who kalaam jo Is ke kisi nabi par nazil ho. 1. Allah SWT Nabi ke dil main koibaatdaldey Types 2. Kalaam e ilahi ke zariye 3. Farishton ke zariyeWahi ka nuzool وَ مَا کَانَ لِبَشَرٍ اَنۡ یُّکَلِّمَہُ اللّٰہُ اِلَّا وَحۡیًا اَوۡ مِنۡ وَّرَآیِٔ حِجَابٍ اَوۡ یُرۡسِلَ رَسُوۡلًا فَیُوۡحِیَ بِاِذۡنِہٖ مَا یَشَآءُ ؕ اِنَّہٗ عَلِیٌّ حَکِیۡمٌ ﴿۵۱﴾ اور کسی آدمی کے لئے ممکن نہیں کہ خدا اس سے بات کرے مگر الہام (کے ذریعے) سے یا پردے کے پیچھے سے یا کوئی فرشتہ بھیج دےتو وہ خدا کے حکم سے جو خدا چاہے القا کرے بیشک وہ عالی رتبہ (اور) حکمت والا ہے

  4. Mohammad SAS par Wahi ka tariqa • Aisi awaz sunai deti jaisey ghanti bajney se paida ho - (Salsalat ul jars) • Hz. Jibrail AS ka sahabi ki shakal main aana – (Tamsal e malak ) • Farishtey ka Asli shakal main aana • Sachey Khawab ke zariye (Rooey saadeqa ) • Kalam e ilahi ke zariye • Hz. Jibrail AS ka Aap (SAS) ke dil main koi baat dal detey. • (Nafas fir-roou)

  5. TareekhAe Nuzool e Qur'an e Majeed • Quran e majeed Azal se Looh e mehfooz main maujood hai • QuarnAnzala - Ekwaqt main poora nazil hona • Tanzeel – Thodathodabatadreej nazil hona • 1stNuzool: Asman e duniya par ek bar nazil hua • 2ndNuzool: Batadreej Mohammad SAS per 23 sal main nazil hua • Nuzool e Quran ka aagaaz. • Ibtedaramazan main hui • Shab e qadr ki raatthi • Wahitareeqthijis per baad main gazwa e badrpeshaaya • Sabh se Pehli nazil honey waliaayat – Alaq- 1 اِقۡرَاۡ بِاسۡمِ رَبِّکَ الَّذِیۡ خَلَقَ ۚ﴿۱﴾

  6. Makki aur madani Aayaat: Makki Aayaat: Who aayaat jo hijrat se pehley aur hijrat ke dauraan nazil hui Madani Aayaat: Who aayaat jo hijrat ke baad nazil hui Nasiq wa mansooq Aayaat: Kisi Sharai hukum ko kisi sharai daleel se khatam kardena Al Mahakum WA Al Mutashabeh Aayaat..

  7. Quraan ki hifazat, Jama’a wa • tadween • Quran Ki hifazat aur Jama’a Allah SWT ne • Apney zimmey le liya hai.. • KITABAT E QURAN ke marhaley (milestones) • Ahadey Risalat : Nabi SAS ke daur main • Hz. Abu Baker RA ke daur main jama’a Quran • Hz. Usmaan RA ke daur main Jama’a Quraan. • Tasheel tilawat e Quran – Nuqtey, harkaat, manzil, juz, ruku … • Quraan e kareem ki taba’at – writing, printing..

  8. Quraan e Kareem ke Topics • Aqaed • Tauheed • Risaalat • Akhirat • Ahkaam • Allah ke huqooq – Iba’daat only • Bandey ke Huqooq – Ma’amlat only • Iba’daat + Ma’amlat • Qisas (stories) • Past ke waqeat • Future ke waqeat • Imsaal –(Examples) • Baat ko samjhaney • khawat

  9. Tafseer e Quraan…... • Tafseer e quran in 6 se Akhaz ki jati hai • Khud Quraan Kareem • Ahadees e Nabavi • Sahaba Akraam ke akhwal • Ta’abeen ke akhwal • Luqhat e Arab • Akhle Saleem.

More Related