1 / 6

Dry Fruits Benefits: Janiye Sehat Mand Hone Ka Raaz

Kya aap jante hai ki dry fruits hamare sharir ke liye kitne faydemand hote hote hai. To aaiye aaj ham jante hai Dry Fruits Benefits aur rehte hai hamesha fit. Aur adhik jankari ke liye click kare; http://hrelate.com/dry-fruits-benefits-in-hindi/

cshradhha20
Télécharger la présentation

Dry Fruits Benefits: Janiye Sehat Mand Hone Ka Raaz

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. Dry Fruits Benefits -SukheMeve Se RakheSehat Ka Khayal HRELATE.COM

  2. Dry fruits yaneki “sukhemeve” dikhanemai to chotelekinsehat se bharpurhotehai. Har diet specialist aapkorojanamutthibhar dry fruits khanekisalahdetehai. Yehhamaredimagaursharirkeliye tonic kitarahkaamkartehai, jinsehamarasharirswasthaurtakadwarhotahai. Sukhemevebahuttarhakehotehaijaisekikishmish (raisins), kaju (cashew nuts), baadam (almonds), pista(pistachios), akhrot (walnuts), pin khajur(dates) aurbhikai. Protein se bharpurSukhemevomai fiber, phytonutrientsaur anti-oxidant jaiseki Vitamin E aur Selenium kibharpurmatrahotihai. Yeh taste mai to itnekhasnahihote, lekininse hone wale labhkekaranyehbahutmahangemiltehai. Iss article mai hum aapkosukhemevekelabhyaniki Dry Fruits Benefits in Hindi maibatayenge. hrelate.com

  3. JaniyeKis Dry Fruits KhanekeKyaHaiLabh hrelate.com • Sehat Se BhareBadam(Almonds) Badamkibaatkare to isse hemoglobin badanemaibahutprabhavimanajatahai. Badamhamaresharirmai new blood cells kobananeaur hemoglobin ki level kobadanemaimadadkartahai. Yehnakevalporteinaur fiber maisammpurnhotehai, balkiinmebahutsara calcium, antioxidant aur vitamin E bhihotahai. Issekhane se dantaurhaddiyomaitakataatihai. Aur fiber hone kiwajah se ye heart keliyebhiacchamanajatahai. • Dryfruit King Kaju (Cashew Nuts) Kajuko dry fruits ka raja kahajatahai. Issekhane se sharirmaitakataatihai. Kajuko protein, minerals salt, zink, iron, fiber aur magnesium ka acchastrotmanajatahai. Kaju ka sevansharirkourjadenekesaathkaiaurbimariyo se hamarirakhshakartahai. Aadhemutthikajumai 374 calories, 31 gram vasa, 10 gram protein, vitamin E, vitamin K aur vitamin 6 hotahai. Lekinaapkoissebahutjyadanahikhanahai. Isseaapkokhansibhi ho saktihai. Iskealawaissejyadakhane ne acidity kidikkatbhihotihai.

  4. hrelate.com • Piste se RakheDil ka khayal (Pistachio) Mitaiaur snacks maiistemal hone walaPista, swasthkeliyebahutacchahotahai. Pistemai magnesium, copper, phosphorous aur vitamin B hotahai. Iskesevan se cholesterol aur heart attack se bachajasaktahai. Dieting karrahimahilaokeliyepistafaydemandhotahai. Kyokiisse pet jyadadertakbhararehtahai. • Akhrot(Walnuts) Akhrotmaimojud fat aurpostiktatvasharirmai insulin kimatrakosantulitrakhnemaisahayakhotehai. Eczema aur Asthma rogiyokeliyeAkhrotkhanafaydemandhotahai. Yehsehat se bharpurhaiyehbaat to kai log jantehai, lekinyehbahutkam log jantehongekiisseniyamit tour par lene se, rogiyomaiDilkibimarikiaashankakam ho jatihai. Agar aapkoanindrakisamsayahai to iskasevanjarurkare. • Alzheimer Mai FaydemandKishmish (Raisins) Kishmishkesevan se pet ka kabjdurhotihai. Isseekbadiya antioxidant manajatahai, jo stamina badhatahai. Yeh Alzheimer jaisighambhirbimari se rahatdilanemaibhiupyogisabithuyihai. Alzheimer kobhulnewalarogbhikehtehai. Iskekaranaapkiyaadastkamjorhotihai. Aapbhulnelagtehai. BP, sugar ya fir sir maikaibaarchotlagne se aapkoyehdikkat hone lagtihai. IskealawaKishmishkhane se vayudoshaur cough kibhisamasyadurhotihai. Kyokiismebahutsara iron hotahai. Durbal logo keliyeiskarojanasevanbahuthitkarihai.

  5. hrelate.com • Anjir (Figs) SukhiAnjirbhukkoniyantritrakhnemaisahayakhotihai. Isme fiber aur potassium kimatrajyadahotihai. Mote logo kosukhianjir ka sevankarnachahiye. Yehunkavajankamkarnemaibhisahayakhotihai.Anjirkesevan se Anemia, jukham, kamardard, sirdard, bavasir(piles) aadirogdurhotehaiaursharirmaitakataatihai. Anjirmai calcium bahuthotahai, jokihaddiyokomajbudkarnemaisahayakhai. KhayalrahekiAnjir ka sevanjigarkeliyehanikarakhota ho saktahai. Yehgaramhotihai, isliyeisse 5 dane se jyadanaakhaye. • Khubani (Apricots) Sukhikhubani ka sevanpyasaur cough maifaydemandhai. Isme Vitamin A, B complex aur C kiprachuratahotihai, joaankhoaurprajnanshamtakeliyefaydemandhotahai. • Peanuts (Mungphali) Peanuts mai protein kimatrabharpurhotihai. Isme antioxidant bhihotehai. Aurshayad hi aapkopatahogaki 100 gram kacchimungfalimai 1 litredudhkebarabar protein hotahai. Saath hi mungfalipachanshaktibadanemaibhikaragarhai.Jiseasthma kidikkat ho wo 6 months tak Peanuts nakhaye. Peanuts garmhotehai. Jyadakhane se aapkogarmikisikayat ho saktihai. Aapinhedabbemai band karke freeze maibhirakhsaktehai. Aesemaiyeh 6 mahinetakbhikharabnahihote.

  6. hrelate.com • BhigokarKhane se Jyadalabh Sukhemeveshaktivardhakhotehai, yeh to aapkopatachalgaya. Aapnedekhahogakikuchmevokobhigakarrakhtehai, fir uskasevankartehai. Lekinaapkoyehnahipatahogakiiskepiche ka karankyahai? DarahsalAnajkitarahmevomaibhiPhytic acid payajatahai. Agar mevekobinabhigayekhayajaye to usmemojud acid ussethik se pachnenahideta. Mevokokuchghantebhigakekhane se usme se acid nikaljatahai, aurmoujuda enzyme beasar ho jatahai. Jissewoaasani se pachjatahai. Aesakarne se mevemaimojud vitamins aurposhaktatvabhisharirdwaraaasani se grahankarliyejatahai.

More Related