1 / 6

Fast Food Hote Hai Swasth Ke Liye Hanikarak

Aksar ham jaldbaaji ke chalte khana sahi se nahi kha pate hai jisse hame bahar ka fast food ka sevan karna padta hai lekin yeh hamare swasth ke liye kitne hanikarak hote hai aaiye jante hai: http://hrelate.com/fast-food-effect/

cshradhha20
Télécharger la présentation

Fast Food Hote Hai Swasth Ke Liye Hanikarak

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. Fast Food Khane se Dimaag Par PadtaHaiYehPrabhav HRELATE.COM

  2. Fast Food ka swaadbhale hi aapkolajijlagtahaiaurisebaar-baarkhane ka mannkarta ho, lekinsacchaiyehhaikiyehdimaagkonuksaanpahuchahtahaiauriskaadhiksevankarne se sochne-samajhnekikshamtakam ho jatihai. Yehbaat to sabhijantehaiki Fast Food motapabadhatahai. Lekinkyaaapjantehaiki fast food dimaagkeliyebhiacchanahihai. Jihaannayeshodhki mane to fast food dimaagkonuksaanpahuchahtahai. Iskeanusar tale huyekhanemaipayejane wale chemicals dimaagmaigadabdipaidakartehai. Jissevyakti ka apnibhukh par niyantrannahirehtahai. hrelate.com

  3. Oregon Health and Science University ka Shodh: Oregon Health and Science University keekshodhki research je anusar junk food khan eke baadvyaktiyo ka dimaagkhayegaye fast food ka hisabrakhnemaisakshamnabirehpatahai, jissevyaktikhatechalajatahai. Daily Mail maichapihuyikhabarkeanusar, research team ne batayahaikiyehsabit ho chukka haiki junk food aur trans fat dilaurdimaagdonokeliyekharabhotahai. Researcher keanusar junk food se sehatsambandhitkaipareshaniyajesedil se judisamasyaye, high cholesterol, motapaaur diabetes aadi ka karanbantahai. New York aur Switzerland kekai restaurants mai trans fat kimatra wale disheshko serve karne par pabandilagadigayihai. hrelate.com

  4. Fast Food Effect: Inn KhadyaPadarthkeSevan se Hone Wale Nuksaan hrelate.com To aaiyevistaarmaijaneki fast food kesedimaag par nakaratmakprabhavdaltahai:- Avsad se Grast ho SaktaHai: EkSpanish study keanusarbahut Fast Food khane wale log fast food nakhane wale logo kit ulna maitanavgrast hone kiashanka 51% se adhikhotihai. To log jitnaadhik burger aurfrech fries khayegeunketanavgrast hone kisambhavnabhiutnijyadahogi. Haalakiisssambandhmaiabhiauradhikshodh hone kijarurathai. Sugar ki Lat: Aksarlog kewalitna hi sochtehaiki fast food mai calorie aurvasaucchamatramaihotehai, lekin hum mai se kai logo koissbaat ka ahsaas hi nahihotahaikikuch fast food mai sugar kibehaducchmatrahotihai. Unnkhadyapadarthmaibhijobehadposhtiklagtehai, example keliyeekvendy garden chicken salad mai 33 gm tatha MacDonald Asia salad mai 22 gm sugar hotahai. Iskekaranmotape, madhumeha se lekar heart jesekairog ho saktehai.

  5. DimaagkiKshamtaKamHotiHai: • Ekshodhmaipayagayahaiki fast food aur cold drink aadikhadyapadarthokeatyadhiksevan se dimaagkikshamta par nakaratmakprabhavpadtahai. Inkeadhiksevan se pratikriyadene ka samay, ekagrata, sikhnekishaktiaur memory aadikamhotihai. Agar ek 14 saalkekishoreke khan-paanmai fast food kiadhikmatrahai to 17 saalkiumratakpahuchte-pahuchteuskiboddhikkshamtamaikamiaatihai. Brain Food kimadad se aapapnedimaagkikshamtakobadhasaktehai. • Expert kiSalah: • Haripattedarsabjiyaaurphaloaadi ka sevankarnewalokiboddhikkshamta, fast food khane wale logo se apekshakratjyadadekhigayihai. Fast food khane wale log taazephalaurharipattedarsabjiyomaimoujudsukshamposhaktatvo se vanchitrehjatehai. Yehsukshamposhaktatvaboddhikvikaaskeliyebehadjarurihotehai. hrelate.com

  6. Omega 3 aur Omega 6 Fatty Acid ka BigdaAnupat: • Fast food maimoujud Omega 6 Fatty acid ka badha level humareboddhikvikaaskonakaratmakroop se prabhavitkartahai. Science network kemutabit sharer ki metabolic reaction tab sabsekaamkartahai jab aaharmai omega 3 aur omega 6 fatty acid ka anupat 1:1 hotahai. Lekin jab bhojanmai fast food kiadhiktahotihai to yehanupaat 1:20 se 1:25 takpahuchsaktahai, jokiaapkisehatkeliyehanikarakhotahai. hrelate.com

More Related