1 / 7

The City School Gulshan Prep Girls 2010 – 11

The City School Gulshan Prep Girls 2010 – 11. Khatoot Navici. Mojoda dor barq raftar rabte ka dor hai. Peghamat or malomat pal bhar me dunya kay Kisi Bhi hissay se door draaz ilaqoon tak pohanchai ja sakti hain.Is kay bawajood khat navici ka apna moqaam hai or

ince
Télécharger la présentation

The City School Gulshan Prep Girls 2010 – 11

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. The City SchoolGulshan Prep Girls2010 – 11

  2. KhatootNavici Mojoda dor barq raftar rabte ka dor hai. Peghamat or malomat pal bhar me dunya kay Kisi Bhi hissay se door draaz ilaqoon tak pohanchai ja sakti hain.Is kay bawajood khat navici ka apna moqaam hai or afadiat bhi,kyonkay khat aik tehriri record ya sobot kay tor par Baqi rehta hai.Khat rabte ka wo zarya he jo adhi molaqat bhi Kehlata he.

  3. KhatnavicikiIqsam • Rasmi • Ghair rasmi • Sarkari • Nijji • Darkhoast • Ittilaat

  4. Khatkezarorinokat • Umer ,rishte or martabe ka lehaz rakhte hoe mokhatib kijye. • Maqsad wazeh or mukhtasar ho. • Zaban aasan or aam fehem ho. • Alqab,adab or ikhtitam maktoob-e-alya ki umer , rishte or martabe ke lehaz se ho. • Bozurgon ko mohteram/mohtarma keh kar mokhatib kijye. • Rasmi khatoot me ikhtitam par aap ka mukhlis / kherandesh / kairkhoa ya niyazmand likha jata hay.

  5. Khatkayajza • Moqam -e- rwangi or tareekh • Alqab-o-adab • Hal ehwal • Nafs-e-mazmoon • Rasmi jumle • Alwidae kalmat

  6. Khat ka khaka • Pata: kamra number 22 Pak hostel Karachi 6 march 2011 • Alqab-o-adab: Mohtarma ammi jan Assalam-o-alaikum • Hal ehwal: umeed hay___________ • Nafs-e-mazmoon:______________________ • Alwidae kalmat:________________________ • Allah hafiz • Aap ka beta

  7. Agaiyaadlikhdiyahaikhat Dil e betaabkizabanhaikhat

More Related